Mother Poetry.
A mother (Mom or mum) is a woman who gives birth to a child and then raises that child. A mother is a symbol of sacrifice and has a challenging role in the life of every child. This page (Mother Poetry) is dedicated to all the mothers and contains a collection of heart touching poems about mothers. These poems about mothers are very inspiring.
No trouble anticipated till your Mother is alive
‘Phooloun ki Khushboo’ is Maa
Azeem Maa (Great Mother)
Maa aik baar Muskara day tou Janat mill jaye
Maa kay Qaddam
Maa ki Dua Zindagi banaa day gi
Maa kay Bicharnay kay Baad
Meri Waraasat, Meri Maa
Yaad aa Jaati Hai Maa
Pyar aur Mamta
Aik Muddat say meri Maa nahi soye Tabish. Read the complete Ghazal………
Maa Kabhi Lote Kay Nahi Aati
Payari Maa mujhko teri Dua Chahiye
Meri Maa ki Duaaen
A Mother’s Dua is Not Rejected
Hifazat ki Lakeerain
Maa Jinn Ki Zinda Hoti Hai, Woh Bohat Khushnaseeb Hotay Hain
Maa kabhi bad-dua nahi deti
Effect of Mother’s ‘Dua’
Saari Zindagi Maa Kay Naam Karta Hoon
Mother Poetry: Waqt-e-Rukhsat mathay pay Duaa
Mother Poetry: Mother’s Heart
Mother Poetry: “Maa Kay Naam”, Poem on Mother by Wasi Shah
Dear Mother, My Win is Because of You
‘Azeem Maa’
Aye Maa Mujhay Neend Nahi Aati
Pyari Maa Mujhko Teri Dua Chahiye. Ones who truly love their mothers, will listen to this poem with teary eyes.
Maa Kay Naam. A poem about mother.
Mother-My Life, My Happiness, My Love
To a Mother
A Mother’s Heart
Maa Tum Kahan Ho,Ttumhain Dhoondta Hoon
loading…
Related Pages:
Mother’s Day
Poetry on Mother (Punjabi)
Photos of Mothers
Quotes about Mother
Songs about Mother
Poems for Mothers (in English)
Editor’s Note: If you have liked this Post, Mother Poetry, please write your brief comment to depict your love for you dear mother at the end of this page under the heading “Leave a Reply here”.
Please share ‘Mother Poetry’ on Facebook, Twitter or any other social media.
Ammi, lout aao please, mein akela ho gaya hoon.
Missing you mom, dill aaj bhi maanta hi nahi kay aap saath nahi ho…
Same here……aaj meri maa ki wafaat ko ko 2 saal ho gaye hain. 22 November aaj bhi aisay lagta hai ghar jaaun gaa tou samnay ho gi…..
I love my Mom
My mother is my heaven, God bless you maa.
May God bless all mothers.
Meri ammi duniya ki sub say achi maa hai. Hmesha zinda mujh mein oaur mein unn mein. Love you a lot, mammoo.
I Love You MAA …… me ab kis se dua mango aur ghar akela akela sa howa he . Na chain he na sakoon. Meri Maa ka aaj 11th day he k wo humain chor k chali gayi
. Plz Ap sb pray krna plz
Habib Shah From Hangu
0333 9677042
ALLAH Pak Meri Maa aur sab ki parents ko Jannat Ul Firdos Naseeb karain. . . . . .
AMEEENNNNN Summa AMEEN
Mein apni maa say bohut muhabbat karti hoon aur duaa karti hoon kay saari aulad apni ammi say bohut muhabbat karey, ameen.
I have lost my mother …..I think Allah needs her more than me.
ALLAH PAK unnhen Jannat-ul-firdous main allaaww muqaam atta kry
Mom, I miss you and will forever…Mom, I don’t know how to live without you….Mom, plz appear daily in my dream.
beautiful amazing quotes of Maa Love u Maa g
Aey Maa teri Azmat Ko Salam!
Maa tere her pyaar ka ehsan hai mujh pay! Maa mein tujhay bohut pyaar karta hoon aur In Shah Allah jub takk zindagi hai tujhay pyaar karta rahoon ga.
Love you Mom.
I love you ammi from my heart. I don’t wanna lose you. May Allah give you a long life, Ameen.
Mother is a very precious Gift from Allah Subhan o Taala for any human being. Imagine when you say Maa, our lips kiss each other. Always love your Mother and be kind to her.
Ya Allah meri maa ko dunya mein khush-haali, lambi zindagi, aur sehat tandrusti atta frma, Aameen.
Duniya ki sub maaoen kay liye bhi yeh hi Dua hai, Aameen.
I love you, Mama Jee.
Zindgi mein hazaroun sitam manzoor hain MAA!
tu chor kar chali gae ye sitam qiyoun hai, MAA.
Allah aap sub ki Maa ko salamat rakhe (AMEEN).
I love you Mom , you are the best Mom in the world.
LOVE MY MOM. ALLAH aap ki saari preshaniyan doore farmaye, Mom. Miss you…Hope we will meet soon.
Alhamdu Lillah meri maan zinda aur salamat hai, buss aap sub say aik baat kahoon ga, apni maan ki baat kabhi bhi mutt talo aur un ki izzat karo.
4 April 2016 ko meri maa is dunya say chali gae but woh meray dil may hai. Unnki yaadain, unnki baatain, unnka payar, sub yaad hai mujhay. Allah unhain Jannat ka aala muqaam attaa frmaye, aameen.
My mother is the most beautiful women on earth. I miss you Mamma….
I know you are happy ….we will meet soon in Jannah, Aameen….yaa rabill alameen.
Ya Rabil Aal’meen
I love my Ammi jan and Baba jan.
I love my Maa very much. Allah meri Maa ko Jannat atta Karay.
khoya jub Maa ko tou sub kuch khoya, Jo voh hai bus uski DUWA hai, Aameen.
Jub maa ki tasweer uthaun.. Buss maa ko mein dekhta jaoun
Maa ki hasti ankho may ankhain daal kay mein buss routa jaoun
رَّبِّ ٱرۡحَمۡهُمَا كَمَا رَبَّيَانِى صَغِيرً۬ا
I love my mom.
I love you ammi.
Alllah un sub ko jiss ki maaaen hain unn ki khidmat karnay ki toufiq attaa farmaye aur jiss ka yeh sarmaya iss duniya say chala gaya unko Jannat-ul-Firdos mein aala muqam attaa farmaye aur phir jannat mein hee unn say mulaqat karnay ki toufeeq attaa farmaye (Ameen).
Mujhay aaj bhee apni Maa say payar hai. ALLAH meri Maa ko JANNAT mein Aala muqaam attaa karay, Aameen.
Allah meri ammi ko jannat may aala muqaam attaa keray, aameen.
I miss you mama. Allah Jee, Meri mama ko Janat nasseb farma……….Ameen.
I love you mom. Dosto duniya mein sub kuch kerna, kabhi maa aur baap Ko tung mutt kerna, kion kay woh jo kuch kargain gay, aap kay acha kay liye karain gay. Mein aaj jo kuch hoon, unn Ki wajha say hoon.
Allah subhan talha, sub Ki maa Ko salaamat rikhay aur jo iss duniya mein nahi hain unko Janat attaa farmaye, ameen.
Apnay Saray Ghum & sari pureshaniyan Apni Mom ko bata nahi sukta, because may us to rula nahe sukta.
Meri maa jesi maa sub ko Khuda naseeb karey.
Kaash meri maa hoti.
Don’t be sad, meri bhi mama nahi hain. Apni mama kay liye dua kiya karo.
I love my mom a lot and I also love my whole family.
14 August 2015 ko meri maa mujhay alwida ker kay duniya say chalee gai.
Maa o maa I miss you so much.
Apni maa kay liye aap sub ki dua ka talib hoon.
I love meri peyari maa. Allah meri maa ko hamesha Salamat Rakhay, Ameen.
My mom is the best mom of the world, I LOVE my mom so much!!
Love you forever, Mom. You live in my heart. Allah Pak meri Ammi Jaan ko Jannat-tul-Firdous mein Aala Muqaam day. Aameen! 🙁
Very nice poems and I love you Mom.
ALLAH sub kay maa baap hamesha salamat rakhey, aameen.
Love you mom.
I love my mom.
ALLHAMDULILLAH Meri jannat Meri maa sahi salamat hain ALLAH PAK sub k parent’s mom ko sehat atta kry
I love my mom very much.
Ab tou mitti say baat ker layta hoon, yaad jub aati hai teri. I love Maa Jee, Allah aap ko Jannat may jagah day, (Aameen).
Allah kay siwa koi daata nahi aur maa jaisa naata nahi.
I love meri peyari maa. Allah meri maa ko Jannat me jagah de, Aameen!!
Abrar ul Haq – Maa http://goo.gl/Hwoc7Y
Aik mudat se meri maa nahi soyi Tabish
Mein ne aik baar kaha tha mujhey darr lagta hai.
Ya Allah!!
Hum sub kay maa baap ko sehat aur zindagi atta farma aur unka saya hum per humesha qaem rakh. Ameen.
I love you ammi papa!!
I love my mother very much because she gave me every thing in the world.
No one in the world is like mother. I always miss my mother who left us on 4 Sept 2009.
Nice poetry about Maa.
I miss you my mom.
I love this poetry and my nano is dead that’s why I opened this website.
I love my mother so much, Allah meri maa ko hmesha hamaray saron pay salamat rkhay aur unko sehat tandrusti atta karay, Aameen sum Aameen.
There is no true Love in the world I think except your parents and family….and Specially Mother. I Love My Ammi. May Allah bless you and all the Mothers of the world with long life, Aameen.
Meri merhooma Maa, Walid, bhai aur sub Muslmano kay liye khusoosy Gua ki iltijja hai.
Maa to cheez hee aisi hoti hai!!
I love my mother very much!!
Wirasat mein milay ghar kisi ko, kisi kay hissay mein dukaan aye,
Tamanna meri bus yeh hai kay mairay hissay mein maa aye.
I love you payari ammi!!
I love my Maa. I miss you dear mother.
I love you my ammi jan!!
Maawaan thandiyaan chaawaan!!
Ammi Jan, mujhay abb tak yaqeen nahi ho raha kay aap mujhay chorr ker chali gae hain. I miss you a lot with my every breath, I love you very much!!
My first and last love is my mother!!
I love my parents!!
Mom, I miss you but I know you are in heaven and in no more in pain.
Miss you Mama, how can I tell you, don’t know , mind didn’t work even, Maa!
my mother passedaway 13th may.my heart is still sad.i love u amma jani i miss you lots.God bless you in heaven.ameen.
I love you mom.
My mother is ill, please pray for my mother. Allah give her long healthy and happy life, Ameen.
ALLAH unhain sehat day or unka saaya hamesha app kay sir per qaim rakhay, ameen.
Aye ALLAH, jinn ki mothers hain, unko mothers ki qadr karnay ki toufeeq day aur hum jesson ko jinn ki nahi hain un kay liye dua-e-maghfarit ki toufeeq atta farma, ameen.
I miss you a lot mom, every time.
I misss you dear mother. What I would give, to hear your sweet voice call out my name. NOTHING in this world could be of more significance. May Allah tallah bless you and reunite us in Jannat, Ameen.
Missing my mother alooot.maaa tm kaha chli gai
It is really very nice poetry about mother.
I love my mother. She contributes in my education, school, teaches me what is good and what is bad, teaches me respect. I love my mothe, she is very nice.
Parents are the great blessing of Allah in the world. Both personalities spend their lives for us. Each and every thing sacrifice for us but never demand from us. May Allah shower His countless blessing on my parents and rests their soul in Jannat-ul-Firdous, Ameeen.
I love you Mom and Dad.
After the demise of my mother, I am alone in this universe, waiting for death to meet her again & have a deep hug….. Love you Ammi!!!
I love Maa and so miss you, God bless you and may you live long.
Sari zindgi Maa kay naam karta Hoon — Mein khud ko Maa ka Ghulam karta hoon,
Jino nay ki zindgi ulad pay nisar — Jo hain Maain unko salam karta hoon,
Jahan dekhta hoon lafz Maa likha huwa — choomta hoon us ka ahtram karta hoon,
Meri zuban ko mil jati hai mithas — Jab bhi Maa say kalam Karta hoon.
I love my mother so much………
I love my mother and father too. Allah bless them and all world’s parents, Aameen!!
Mein dunya ki tamaam maaon ko kheraj-e-tehseen paish karta hoon (I love my mother).
Aye Allah! Hamaray maan baap ko salamat rakhna, un ko sehat aur lambi umar atta farma, un ka saaya hamesha hamaray saron pay qaim rahey…Aameen.
All this poetry is really ammzing. Thanks for sharing.
I love my mother very much because she gave me every thing in the world.
I love my mom and all this poetry about mother is really awesome!!
This poetry is also for Mothers:
“Mutt chalao sakht rawaeeya uss maan per, jiss nay tumhein bolna sikhaya!!!!!!!!”
Meri taraf say sub mothers ko Salam. I love you mom!!
My Mother is my love, my life, my success!!
This is all very wonderful poetry.
I like all the poems, these are really heart-touching.
My mother is my dream!!
I love my mother. She is the most precious relation in my life….may God give her long life, Ameen.
My mother is my life; I love my mother.
Meray liye dunia mein Allah ka sub say anmole gift meri maa hai; I love my mother so much!!
Bohat payari baat kahi hai aap nay.
Mashallah, yeh haqiqat hai, Allah ap ko Mother ki khidmat karnay ki toueeq day.
I love my mom very much!!
Tum nay toh meray moon ki baat he lay le haye!!!!!
YOU ARE RIGHT !!!!
if there is no GOOD mom in ur life why u not try to make GOOD DAUGHTER
This poem (“Hum jugnoo thay, hum tittli thay..”) is heart touching, it is wow, awesome!!!!!!!
These are wonderful poems. I love my Mother!!
I love my MOM and I want my MOM in every step of my life!
May ALLAH bless everybody’s MOTHER!
Mother, you may hear the sound of my heart. I love you, mom. I love you……………
I love ammi jaan. Ammi aap mairay liye Jannat hain. Mujhay aap ki khidmat kar kay Jannat or duwa hasil karna hai, meri payari amma jaan.
Jin ki maaein rukhsat ho gai hein ALLAH un kay darjaat buland karey aur jin kay pass hein please abhi qadar kar lo, baad mein sirf insaan pitchtata hai ……baad may sirf ronaa hee aata hai so abhi waqt hai unki khidmat kar lo!!
Allah humaray maa baap ko lambi zindagi attaa karey Ameen. Love you Mama Papa.
Many hugs; Only love never anger; Teaching me; Helping me; Every smile when I was sad; Raising me to be strong; It spells Parents.
I love my ammi and abbu very much!!!
I love maa. I love maa. I love maa.
Mom and Papa, love you so Much. Aap saath ho to lagta hai meray saath Khuda ki rehmatein chalti hain. Her rastay per her morr per!! Plz God give my mother a happy and long life and meray Papa ko jannat ataa farmaye, Aameen!!!
Aey Maa teri Azmat Ko Salam!
Allah Talla kay khobsort gift hamaray maa baap hain. Inn ki respect karo aur mohabat say unko dekha karo aur ghar may reh kar maqbool Hajj kia karo!!!
love you maa
Maa jaisa koi nahin. I love you so much, maa! Allah sub ki maaon ko lambi umar day, Ameen.
Ameen!!
I love my mom…….
I love you meri maaaa.
I love maa….. Maa jaeisi koi hasti nahi!!
Love ammi jan!!
Maa to bus maa hai!!
Ya Allah, Meri Maa ko aur her woh Maa jo iss Duniya say rukhsat kar chuki hai, unhay Jannat atta farma. Unhay Jannat mein aala say aala muqaam atta farma. Unki qabroun ko noor say munawwar kardey. Jab teray karam say hammay Jannat mil jaye, oss Jannat may bhi Maa ki Khidmat dayday. Ameen!!
Aziz Shah, very nice lines. Allah karray her aik momin ki yeh dua qabool ho jaye. Aameen sum Aameen.
Aameen!! And I also love my mother.
Beautiful and heart touching lines. My mum is my life……
My mother is the best mother in the world……I love you maa!!
Mother is such a lovely gift to us we can’t even think to repay back 🙂
I love my Mama! 🙂
Maa mairy maa, tere vich meri jaa,na de jain too jodayan, roniyan rea jan geya ni jaiya, dodteya rea jan geiya ni aahka merya, hkeala de vich rea jan geya ne tasveera terya.
This is wonderful and true touch to my heart.
These are mind blowing poems for mothers. I love my mother very much!!!!!
Very nice and fantastic poem.
Two more Couplets:-
Khuda nay maa ko yah azmat-e-kamal di
Maa ki dua pay museebat bhi taal di
Quran nay maa ki yeh misaal di
Jannat utha kay maa kay qaddamoon may daal di
Maa so sal (100 years) geo. Maa aap ko salam.
Maa teri azmat ko salam. Mera sab duniya ko hai paigham.
Mom, mein nay itna pyaar kissi ko nahi kya aur kissi na bhi nahi kya ho ga jitna mein nay aap say pyaar kya hai. Meri dua hai kay aap ko lambi zindagi milay aur aap hamaisha kush rahain, Ameen.
My all world is my maa.
I love my maa. She is very speacil to me.
Love u mom. U r my life.
I love my mom but I am bad I have no mama.
Very sad you have no mama.
Love u mom.
Mairi maa aur aap sab ki maeen sada khush rahain. Say Aameen.
Ameen!!
Meri Maa nahi hai ab duniya mein. Uss kay baghair yeh zindgi baynaam see lagti hai. Din may koi aisa waqt nahi jab Maa yaad na aati ho. Allah kissi dushman ki Maa bhi na marray. Allah sab ki maaoon ko salamat rakhay, Ameen.
Meri payri Behan, Allah aap ko Sabar dey.
me dua krta ho jo mere sat howa wo kisi k sat na ho me jb chota tha tb sy mere parents nai hai i m unkucky meny apny parents ko nai dheka
These are fantastic poems.
Nice!! My Mother is my Life.
I am desperately looking for an Urdu poem from a mother about her son, need it to recite on my son’s wedding which is just one week away.
one more
Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne
Ghalat Batoon Pe Thora Thora Mara Hai Maa Ne
Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yadein Hain Baqi
Aur Wo Bachpane Ki Batein Hain Baqi
Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa Pehli Baar
Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar
Paida Huwa Tha To Kuch Nahi Tha Mein
Maa Ki Wajha Se Aaj Hoon Kya Kya Mein
Lalach To Kuch Nahi Meri Maa Ko Magar
Acha Ho Jo Dedoon Dil Tohfay Mein Agar
Maa Ko Choorte Hain Aise Kuch Log Hotay Hain
Phir Auroon Ke Liyay Wo Hamesha Soog Hotay Hain
Kuch Logoon Ke Liye Maa Ko Choorte Nahi
Chahay Kuch Ho Jaye Moo Moortey Nahi
Maa Se Hamesha Hamein Sukh Milte Hain
Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hain
Kash Qurbaan Karoon Mein Sab Us Ki Sada Pe
Aur Wo Mujhe Pyar Karey Meri Issi Ada Pe
Maa Se Mujhe Meri Koi Juda Na Karey
Karoo Pyar Kissi Aur Se Khuda Na Karay
mashallah
nice
Masha Allah beautiful poetry.
I love maa.